Shadi Ke Liye Razi Karne Ka Wazifa Hindi Me

Shadi Ke Liye Razi Karne Ka Wazifa ,” Insaan ki had se barhti khawahishat keh jin ki takmeel ke liye halaal aur haraam ki tameez ko balay-e-taaq rakh dena is musibat ki bunyadi wajah hai. Is ke ilawa Allah ki janib se ata shuda naimaton ko apna zati kamal aur zati khoobi janna aur phir us ke natijay main shukar guzari se ghaflat aur ghaflat ke baes faraiz aur wajbat ko tark kar dena musibat ki dusri wajah hai. Jub insan Allah ki na farmani main had se barhnay lagta hai tou woh tarah tarah ki problems ka shik ar hona shuru ho jata hai. Kabhi usay business main bay barkati ki shikayat hoti hai aur kabhi ghar main bay sakooni ka samna karna parta hai, kabhi aulad ki na farmani preshan karti hai aur kabhi jawan betiyon ki ghar main mojodgi aur naik rishte ka door door tak nazar na ana aur maa baap ke liye ghar main sub se bari preshani aur fikar mandi bachyon ke liye munasib rishta milna hai ladka ladki ke waliden shadi ke liye razi karne ka amal.