Sharayat Mohabbat Ka Amal Karne Ka Tarika

Sharayat Mohabbat Ka Amal Karne Ka Tarika ,” Mohbbat ka amal karna ki kuch sharayat ha jinn ko pora karna bohat zaroore ha .

no 1 is kisam ka amal najahiz kam k liya nahi kiya ja sakte for example app kisi larki ko mehaz sex k liya apni mohobat main dewana karna k amal nahi kar sakte

No 2 doste yaare matlab friendship karna kl ya app mohabbat ka amal nahi kar sakte

No 3 badla lena ki garaz se app kisi ko apni mohabbat main dewana karna ka amal nahi kar sakte

No 4 kisi ki shahde torna k liya app mohabbat ka amal nahi kar sakte

No 5 apna zaate faida k liya yani kuch makhsoos kam nikal wana k liya app kisi ko apni mohabbat main dewna karna ka amal nahi kar sakte

No 6 kisi ki zindage se khel na ki garaz se mohabbat ka amal nahi kar sakte

Yeah amal sirf shahde karna walay mard or orate kareen yeah blog ha he unhe logo k liya jo sirf or sirf shahde karna chata ha .agar galat soch rakh kar amal kareen ga jesa larki ka sath sex wegara karna ka to phir bohat saket nooksan othae ga q k is blog main ba mokel amal deya jahe ga jinn k amal k picha alwi mokel kam karte ha . is liya bohat soch samajh k amal kareen