Pasand Ki Shadi Ke Wazaif

Pasand Ki Shadi Ke Wazaif ,”Jo larka ya larki pasand ki shadi karna chahain keh jis main us ke waldain razi hon magar samne wale razi na hotay hon tou is amal ko shuru karain. Insha’Allah 41 dinon main rishta ho jaye ga.

Parents Parhain:

Baad namaz-e-isha gayarah sau gayarah (1111) baar parhain:Ya Wadudu Ya Lateefu

Larka / Larki Khud Parhay:

Isha ki jub namaz parh lain tab parhain 1111 baarYa Jamiu
pehle aur baad main Darood Sharif parhain (parhtay waqt un ka tasawar rakhain)

Leave a comment